Jump to content

User:Bhaskar1509

From Wikipedia, the free encyclopedia

Adhyatm

Aadi+atma = adhyatm jo sasvat hain. Jiska naa janm hain na hi mrityu..bas vo hain jaise ak tarah se urja ka name bhi de sakte hain bas urja hoti hain jisme jitni grahan karne ki sakti hain vo utna kar pata hain varna vo vatavarn or prakriti ko apna sthan bana kar paribhraman karti rehti hain bas vahi sasvat chij or jisko janane ke liye jarurat hain aadhyatm ki or tabhi insan apne aap ko sarir ko 6od kar vo kya hain or kis liye hain ?? Ye sab chizo k mayna samaj payega , or agar vo ye hi nahi samaj paya ki *who am i*to fir dunia ko janna nahi janna ak barabar hi huaa na!! Bas insan tabhi apne anadar jakenga jab usko koi rasta dikhane vala hogaa or sahi disa me ja raha hoga baki aaj k samay me dhram or aadhyatm k bare me bhramit karne vale bahot milenge ....dharm jaruri hai pujaa bhi jaruri hain or ha puja kis liye jaruri hain ya kis hisab se puja k madhyam se apne aap ko jan pata hain insan is visay me bhi aage ham charcha karenege

Jay mahakal...

Aaditya trivedi