User:Edwinlock77/sandbox

From Wikipedia, the free encyclopedia

majapahit raajy 1293 mein raden wijaya dwaara sthaapit kii gayii thii.[1]aryaa wiraraja kii madad ke saath is raajy kaa nirmaan huii.raden wijaya ke shaasankaal mein aryaa wiraraja ne puurvii majapahit ka bharan kiye. raden wijaya ke bete jayanagara uske vaaris banii aur aarya wiraraja ke bete nambi ko haraakar puurvii aur paschim jaava ko milvaaya. majapahit saamraajy malay dweepasamooh ke pramukh hindu saamraajya ke aakhirii aur sabse bade raajyon mein ek maanaa jaataa hein. is saamraajy indoneshiya mein sthiti karte hein.is raajy kaa prabhaav poore indoneshiya par padii hein. majapahit ka adhikaar sangharsh ke kaaran giraavaT kii avadhii mein pravesh kiya. raaja hayam wuruk ke baad raajkumaarii kusumavardhinii unke rishtedaar raajkumar wikramawardhanaa ko vivaah kiya.usii samay par raaja hayam ke bete wirabhumii ne bhii simhaasan ke liye unse lade. iske kaaran paraagreg yudhh huaa jismein raaja wikramawardhanaa wirabhumi ko haraaya. wirabhumi ke haar ke baad puurvii kort ko paschim kort ke saath milaaya gayaa. 1405 mein pashcim sthal ko ciinii prabhaav padaa. uttarii taT mein bhii jaaveneese bharan se mukt kiya gaya.


wikramawardhanaa ke baad majapahit ko unkii putrii suhita ne dekhbhaal kiye san 1426 mein.1426 se 1447 iisvii tak suhita  majapahit ke raanii banii. wah wikramawardhanaa ke upapatnii dwaraa huii duusrii bachii thii.suhita ke shaasan kaal mein blaambangan ke saath ek yudh tha. wirabhumi ko suhita ke paapa ke saath virodh thii. isliye wah suhita ko majapahit kii raajaa nahi banvaanaa chahtii thii. blambangan ko raajaa banvane ke liye wirabhumi ne anek baar prayatn kiye the. iski wajah se suhita aur blambangan ke beech yudh huyii.[2] aMt mein suhita blambangan ko haraaya aur wirabhumi kii hatyaa kii gayii thii. suhita kii mrutyuu kii baad keratawijaya, uskii bhaii saphal ho gayii. usne 1451 tak majapahit kaa shaasan kiyaa.keratawijaya marne ke baad bhre pamotan aupacaarik naam raajasawardhanaa ke saath ek raaja aur kahuripan par shaasan kiyaa ho jaate hein. 1453 mein unkii mrutyu ho gayii. uske baad teen varshoM ke liye majapahit aantarik roop se kamjor ho gayaa aur 1456 mein, bhre wengker ek netaa ke roop mein aaye aur shaasan kiye. vah kertawijaya ka beta thaa. 1466 mein unke nidhan ke baad singhawikramavarddhana se saphal rahaa. 1468 par acaanak hamlaa kiyaa aur kertabhumi majapahit ke raaja ke roop mein khud ke baDhaavaa diyaa. unke baad ranawijaya 1474 mein saphal rahaa. 1478 mein usne kertabhumi vijay praapt kii aur majapahit, jo vibhaajit kiyaa gayaa thaa ,ek raajy mein laaya.raanawijaya aupacaarik naam girindrawardhanaa 1519 iiswii 1474 iiswii se khaarij kar diyaa. phir bhii, majapahit sthiti mein kayii aur lambe samay tak calne parivaar ke sangharsh se pahle hii sadaa huaa aur uttar taTiiy jaava mein choTe raajyoM kii baDhtii ao ke dwaaraa baDhaaya.


tulungagung regency mein paaya gayaa ek ulleekhaneey smarakeey muurtikalaa, puurvii jaavaa suhita ke roop mein kuch lekhakoM dwaaraa pahcaan kii gayii hein. wah shahii poshaak mein taiyyaar hein, haar, kangan, paayal aur penedenT se latkaa bhii shaamil hein. uske daahine haath mein, vah ek kamal kalii, jo parivartan mein mrutak rayalty kaa prateek maantii hein.

majapahit