Jump to content

User talk:Indoreram

Page contents not supported in other languages.
From Wikipedia, the free encyclopedia

1. dosti ek saahil hai toofano ke liye dosti ek aaina hai armano ke liye dosti ek mehfil hai anjano ke liye dosti ek khwaish hai aap jaise dost ko paane ke liye

2. is dil ko kisi aahat ki aas rehti hai nigaah ko kisi surat ki pyaas rehti hai tere bin kisi cheez ki kami to nahi magar tere bin zindagi udaas rehti hai

3.chaho to dil se hamko mita dena chaho to hamko bhula dena par ye wada karo ki aaye jo kabi yaad hamari rona nahi sirf muskura dena:)

3. dosti hoti hai diley raaz chupane ke liye hum apni hasi mita den tumhe paane ke liye milne ki to janab ko fursat nahi roz aa jaate hain sapne me satane ke liye

4. is duniya me dost kam milenge is duniya me gham hi gham milenge jahan duniya nazar fer legi us mod pe tumhe HUM milenge

5. jab dosti ki daastan waqt sunayega humko bhi koi shaks yaad aayega tab bhool jaayenge zindagi ke ghamon ko jab aapke saath guzra waqt yaad aayega

6. kaun jaane kab maut aa jaaye na jaane kab shaam aa jaaye ae dost hamen to us din ka intezaar hai jis din ye zindagi aapke kaam aa jaaye

7. har karz dosti ka ada kaun karega jab hum hi nahi rahenge to dosti kaun karega ae khuda mere dost ko salamat rakhna warna mere jeene ki dua kaun karega


thnks all of u for readin.... next set of shers comin soooooon......

Start a discussion with Indoreram

Start a discussion